Ads Place (Top)

ab naya tamasha

ab naya tamasha lyrics

Poster ab naya tamasha

ab naya tamasha

lyrics/Album : Durgaa
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Drama
Language Hindi
Album Durgaa
Poster ab naya tamasha
play
Lyrics

ye mehfil ye khushiya

ye rang sirf hamse hain

is duniya mein jo kuch bhi hain

aurat ke dham pe hain

ab naya tamasha dekhegi

ye duniya sari

ab naya tamasha dekhegi

ye duniya sari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

ab naya tamasha dekhegi

ye duniya sari


dualat ke jor pe aurat ko

kamjor na samjho

aurat ki har fariyad ko

ik shor na samjho

kamjor na samjho tum

ik shor na samjho

kamjor na samjho tum

ik shor na samjho

ab dekhana kya

kya karti hai abla bechari

ab dekhana kya

kya karti hain abla bechari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

ab naya tamasha

dekhegi ye duniya sari



 

agar pyar kare aurat ko

apne aap luta de

jab nafrat kare to

duniya mein wo

jag mein aag laga de

apne aap luta de

jag mein aag laga de

apne aap luta de

jag mein aag laga de

aurat jidd pe aa jaye to

woh kabhi na hari

aurat jidd pe aa jaye to

woh kabhi na hari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

ab naya tamasha

dekhegi ye duniya sari


aurat ki majburi se

khelna bada gunah hain

jisne bhi ispe julm kiya

wo hua tabah hain

khelna bada gunah hain

samjh hua tabah hain

khelna bada gunah hain

samjh hua tabah hain

parvat bada dil rakhti hain

ye bharat ki nari

parvat bada dil rakhti hain

ye bharat ki nari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

ab naya tamasha dekhegi

ye duniya sari


mere pyar ke aanchal mein

dekho bhar khudgardi

o hawan ke bande bol

teri ab kya hain marji

are bhar khudgardi bol

teri ab kya hain marji

are bhar khudgardi bol

teri ab kya hai marji

aurat chahe to karde

sabka jeena bari

aurat chahe to karde

sabka jeena bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

kal teri bari thi

aaj hain meri bari

ab naya tamasha dekhegi

ye duniya sari

ye duniya sari ye duniya sari.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Ads Place (Sidebar)
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Ads Place (Footer)