Ads Place (Top)

bewafa bar mein

bewafa bar mein lyrics

Poster bewafa bar mein

bewafa bar mein

lyrics/Album : Annarth
Details
Singer Adnan Sami, Preeti Uttam Singh & Pinki
Genre Dance
Language Hindi
Album Annarth
Poster bewafa bar mein
play
Lyrics

dhokha mila hai pyar mein aaja

lut gaye share bazar mein aaja

dhokha mila hai pyar mein aaja

lut gaye share bazar mein aaja

baj gaya takdir ka baja

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


dhokha mila hai pyar mein aaja

lut gaye share bazar mein aaja

baj gaya takdir ka baja

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


lut gayi jo teri kholi

uth gayi mahbuba ki doli

lut gayi jo teri kholi

uth gayi mahbuba ki doli

aaj jamane ko to bole

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


mili naukari chham se aana

nahi mili to gum se aana

mili naukari chham se aana

nahi mili to gum se aana

kismat ka ye khel purana

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


gharwali se hua hai jhagda

ya phir gali me hua hai lafda

gharwali se hua hai jhagda

ya phir gali me hua hai lafda

hath pada hai tujhko tagda

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


bhula ja sab gadbad ghotala

paiga chadale tu patiyala

bhula ja sab gadbad ghotala

paiga chadale tu patiyala

khul jayega akal ka tala

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein


dokha mila hai pyar mein aaja

lut gaye share bazar mein aaja

dokha mila hai pyar mein aaja

lut gaye share bazar mein aaja

baj gaya takdir ka baja

gum na kar aaja

bewafa bar mein, bewafa bar mein

bewafa bar mein, bewafa bar mein.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Ads Place (Sidebar)
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Ads Place (Footer)