Ads Place (Top)

hai maa khuda to nahi

hai maa khuda to nahi lyrics

Poster hai maa khuda to nahi

hai maa khuda to nahi

lyrics/Album : Ek Aur Sikander
Details
Singer Kishore Kumar, Manna Dey & Alka Yagnik
Genre Emotional
Language Hindi
Album Ek Aur Sikander
Poster hai maa khuda to nahi
play
Lyrics

hai maa khuda to nahin

tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

hai maa khuda to nahin

tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

o jaise ho rehmat ka badal koi

jaise ho rehmat ka badal koi

teri mamta ke aanchal ki kya baat hain

hai ma khuda to nahin tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

tu mere sath hain tu mere sath hain


is zamee ke tale band aankhe teri

is zamee ke tale band aankhe teri

aaj bhi chum jati hain chehara mera

ha ye chehara mera ho

ye chehara mera

aaj bhi raat ko roz sunta hain dil

aaj bhi raat ko roz sunta hain dil

dhadkano mein teri loriyo ki sada

loriyo ki sada loriyo ki sada

maa ghar se jo niklu to lagta hain yun

ghar se jo niklu to lagta hain yun

jaise baho ko thame tera hath hain

hain ma khuda to nahin

tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

hain maa khuda to nahin

tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

jaise ho rehmat ka badal koi

jaise ho rehmat ka badal koi

teri mamta ke aanchal ki

kya baat hain


tu pyar ka diya hain

main zindagi ka rahin

tu pyar ka diya hain

main zindagi ka rahin

teri hi jyot pakar jagmag

nagar hain man ka

jagmag nagar hain man ka

jagmag nagar hain man ka

mujhme basi hain

aisi khushboo teri dua ki

ha mujhmein basi hain

aisi khushboo teri dua ki

jeevan mehak raha hain

ya phool hain chaman ka

ya phool hain chaman ka

ya phool hain chaman ka


tujhse suhana tha bachpan mera

naujawani sitaro bhari raat hain

hain maa khuda to nahin tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain


jaise ho rehmat ka badal koi

jaise ho rehmat ka badal koi

teri mamta ke aanchal ki kya baat hain

hain ma khuda to nahin tu magar main

jaha bhi rahu tu mere sath hain

tu mere sath hain tu mere sath hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Ads Place (Sidebar)
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Ads Place (Footer)