Ads Place (Top)

kuchh bhi samajhe

kuchh bhi samajhe lyrics

Poster kuchh bhi samajhe

kuchh bhi samajhe

lyrics/Album : Bandhan Anjana
Details
Singer Chandrani Mukherjee, Shabbir Kumar & Abhijeet Deshpande
Genre Dance
Language Hindi
Album Bandhan Anjana
Poster kuchh bhi samajhe
play
Lyrics

maze le lo maze le lo maze le lo

maze le lo maze le lo maze le lo

jo hona hain wahin hoga hain

kya hona ye mat socho

maze le lo maze le lo maze le lo

maze le lo maze le lo maze le lo


kuchh bhi samajhe samjha ke haari

paale pada hain sajna anaari

deewana deewana

deewana deewana

deewana deewana

deewana deewana

mujhko mili hain kya dil ki rani

aadhi sayani aadhi deewani

deewani deewani

deewani deewani

deewani deewani

deewani deewani

maze le lo maze le lo maze le lo

jo hona hain wahin hoga hain

kya hona ye mat socho



 

kaisa sabak tune

dil ko padhaya hain

kis hoshiyaari se

dil mein samaya hain

ye saara chakkar

to tune chalaya hain

iljam jhutha kyun

mujhpe lagaya hain

banta hai kitna sayana

kaisa kare bahaana

deewana deewana

deewana deewana

deewani deewani

deewani deewani

maze le lo maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga hai

kya hona ye mat socho


tujhse hasi koi baaho mein aaye to

aaye gale milke dilko churaye to

teri kasam uski main jaan le lungi

sautan meri banke koi dikhaye to

ye julm naa karna rani

yaari to hai nibhani

deewani deewani

deewani deewani

deewana deewana

deewana deewana

maze le lo maze le lo maze le lo

jo hona hai wahi hoga hain

kya hona ye mat socho


do din ki hasti mein

ek pal ki masti hain

jiske liye saari

duniya tarasti hain

hey milke deewane

to jisko basate hain

ye dil ki basti to

mushkil se basti hain

sapno ka wo ghar suhana

humko bhi hai basana

deewana deewanan

deewana deewana

deewani deewani

deewani deewani

kuchh bhi samajhe

samjha ke haari

paale pada hain sajna anaari

deewana deewana

deewana deewana

deewani deewani

deewani deewani

mujhko mili hain kya dil ki rani

aadhi sayani aadhi deewani

deewani deewani

deewani deewani

deewana deewana

deewana deewana

maze le lo maze le lo maze le lo

jo hona hain wahi hoga hain

kya hona ye mat socho

maze le lo maze le lo maze le lo.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Ads Place (Sidebar)
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Ads Place (Footer)